Hari Darshan Apna Hari Hai Hazar Haath Wala || अपना हरी है हज़ार हाथ वाला
मैं कहता डंके की चोट पर, ध्यान से सुनेओ लाला,
अपना हरी है हजार हाथ वाला।
क्या कहना समर्थ साईं का क्या से क्या कर डाला॥
कौन बटोरे कंकर पत्थर जब हो हाथ में हीरा।
कंचन सदा रहेगा कंचन और कठीरा कठीरा।
सांच के आगे झूठ का निकला हरदम यहाँ दिवाला॥
कोई छुपा नहीं सकता जग में अपने प्रभु का झंडा।
जो उसको छेड़ेगा उसके सर पे पड़ेगा डंडा।
युगों युगों से इस धरती पर उसी का है बोल बाला॥
वो दीनदयाला है रखवाला।
क्या मारेगा मारने वाला॥
Apna Hari Hai Hazar Haath Wala Lyrics
Mai Kahta Danke Ki Chot Par
Mai Kahta Danke Ki Chot Par
Dhayan Se Sunio Lala
Apna Hari Hai Hazar Haath Wala
Vo Din Dayala Hari Hai Hazar Haath Vala
Vo Din Dayala Hari Hai Hazar Haath Vala
Kya Kahna Samrath Sayi Ka
Kya Kahna Samrath Sayi Ka
Kya Se Kya Kar Dala
Apna Hari Hai Hazar Haath Wala
Vo Din Dayala Hari Hai Hazar Haath Vala
Kon Batore Kankar Pathar
Kon Batore Kankar Pathar
Jab Ho Hath Me Hira
Jab Ho Hath Me Hira
Kanchan Sada Rahega Kanchan
Kanchan Sada Rahega Kanchan
Or Kadhir Kadhira
Or Kadhir Kadhira
Sach Ke Jhut Ka Nikla
Sach Ke Jhut Ka Nikala
Har Dam Diwala
Hari Hai Hazar Haath Vala Vo Din Dayala
Hari Hai Hazar Haath Vala
Mai Kahta Danke Ki Chot Par
Dhyan Se Sunio Lala
Hari Hai Hazar Haath Vala Vo Din Dayala
Hari Hai Hazar Haath Vala
O Koi Chuka Nahi Sakta Jag Me
Koi Jhuka Nahi Sakta Jag Me
Apne Prabhu Ka Jhanda
Apne Prabhu Ka Jhanda
Jo Usko Chhedega Uske
Jo Usko Chhedega Uske Sir Pe Padega Danda
Sir Pe Padega Danda
Yugo Se Yugo Se Is Dharti Par
Uski Ka Hai Bol Bala
Hari Hai Hazar Haath Vala
Vo Din Dayala Hari Hai Hazar Haath Vala
Mai Kahta Danke Ki Chot Par
Dhyan Se Sunio Lala
Hari Hai Hazar Haath Vala Vo Din Dayala
Hari Hai Hazar Haath Vala
Vo Din Dayala Hai Rakhvala
Vo Din Dayala Hai Rakhvala
Vo Din Dayala Hai Rakhvala
Kya Marega Marne Vala
Kya Marega Marne Vala
Vo Din Dayala Hai Rakhvala
Vo Din Dayala
Vo Din Dayala Hai Rakhvala
Vo Din Dayala
Vo Din Dayala Hai Rakhvala Vo Din Dayala